(Man baawra.. tujhe dhoondhta..) – 2 (Paane ki khone ki paimaaishein Jeene ki saari meri khwaahishein) – 2 Aasma yeh jahaan sab lage thehra… (Man baawra.. tujhe dhoondhta…) – 2
(Badgumaa tha naadan yeh dil, dhadkegaa naa kabhi Honsh kho baitha hai paagal, roothi hai zindagi) – 2 Khud se baatein kar karke hansna Bheed mein bhi tanhaa sa lagna Baj rahi hai jaltarange, saanson ke darmayaa (Man baawra.. tujhe dhoondhta..) – 2
(Unseeyat ke khwaab chunkar, katti raatein meri.. Iltzaa-e-deed lekar, phatke ab aankhein meri..) – 2 Meelon lambe yeh faaslein hai Bas tassavvur ke silsile hai Rat jage gumsum pade hai, pal ko pe raah hairaan.. (Man baawra.. tujhe dhoondhta..) – 2 (Paane ki khone ki paimaaishein Jeene ki saari meri khwaahishein) – 2 Aasma yeh jahaan sab lage thehra (Mann baawra.. tujhe dhoondhta..) – 2 Tujhe dhoondhta.. tujhe dhoondhta…
| Movie / Album | Aasama Lyrics |
| Language | Hindi |
| Singer's | Rahat Fateh Ali Khan |
| Music Director | Afsar |