Hum Pe Daya Rakhna He Data Song Lyrics - Aas Lyrics

Hum Pe Daya Rakhna He Data Lyrics from Aas Lyrics (hindi) sung by lata mangeshkar. This song is composed by shankar-jaikishan with lyrics penned by shailendra. Aas Lyrics (hindi) movie and the songs were released in . Hum Pe Daya Rakhna He Data Lyrics from Aas Lyrics: lata mangeshkar sings this hindi song for Aas Lyrics film with music by shankar-jaikishan

(Hum pe daya rakhna he data Ham pe daya rakhna) – 2 Aur kisi se aas kare kya – 2 Jag jutha nata He data jag jutha nata Ham pe daya rakhna he data Ham pe daya rakhna

Tum na hote jag na hote Bikhre moti kon pirota Jiw bechara tum bin kaise – 2 Danain bin mata He data danain bin mata Ham pe daya rakhna he data Ham pe daya rakhna

Suraj mein ye chamak na hoti Chand mein shital Megh na ghirte jal na barasta – 2 Bij na ug pata He data bij na ug pata Ham pe daya rakhna he data Ham pe daya rakhna

Tum parbhu ek dasan Jinki sunlo choti si ek vinti Siwa tumhare kisi ke aage – 2 Jhuke na ye matha He data jhuke na ye matha Ham pe daya rakhna he data Ham pe daya rakhna