Hath Mere Hai Madhu Ka Pyala Song Lyrics - Aarop Lyrics

Aarop Lyrics is a bollywood movie , this movie released in . The soundtrack album is composed by bhupen hazarika. . The song lyrics of Hath Mere Hai Madhu Ka Pyala are below

Hath mere hai madhu ka pyala – 2 Tera rup bana madhu shala Hath mere hai madhu ka pyala

Bund bund mai roz mita hu Kab chalki sapno ki dhala Jab punam ki madira barse – 2 Tujhe chandani ne nahlaye Nahlaye nahlaye Tab ye gora badan tumhara Taj mahal ban jaye Rup sudha ki ek bund ko Tarse ye tera matwala Hath mere hai madhu ka pyala Tera rup bana madhushala Hath mere hai madhu ka pyala