Tumhare Bina O Sajna Song Lyrics - Aarambh Lyrics

Lyrics of 'Tumhare Bina O Sajna ' song from the hindi movie 'Aarambh Lyrics', the lyrics are written by shree shalabh, in the voice of singer aarti mukherji,

Tumhare bina o sajana adhoori hun mein – 2 Jees ki manjil ho tum aise doori hun mein Tumhare bina o sajana adhoori hun mein – 2

Mere maan ke gagan ke tum hi chandramaa ho Meriii har raat tum se baani purnima Tum ho badal tumhare ayuri hun mein Jees ki manjil ho tum aise doori hun mein Tumhare bina o sajana adhoori hun mein

Tum mujhe yun mile gandh se jyun pawan Dhanyaa hai tumhe mera tann mera mann Preet ki anthanasi apoori hun main Jees ki manjil ho tum aise doori hun mein Tumhare bina o sajana adhoori hun mein