Balma Ja Ja Ja, Abb Koun Tujhe Samjhaye Song Lyrics - Aaram Lyrics

Aaram Lyrics is a bollywood movie , this movie released in . The soundtrack album is composed by anil biswas. . The song lyrics of Balma Ja Ja Ja, Abb Koun Tujhe Samjhaye are below

Balmava nadan, samajhaye na samjhe dil ki batiya Balmava nadan, ho nadan, ho nadan, balma ja ja ja Abb koun tujhe samjhaye

Main chanda ki chandani hu, main taro ki rani Mere matwale naino se chhalke mast jawani In naino ki balma tu ne koyi kadar na jani Balma ja ja ja, abb koun tujhe samjhaye

Ek rat ki mehfil hai yeh jhum le o mastane Dekh shammapar aakar kaise marte hain parwane Jike marna, marke jina, pagale tu kya jane Balma ja ja ja, abb koun tujhe samjhaye