Main Kab Tanha Hua Tha Song Lyrics - Aaraish (1989) Lyrics

Main Kab Tanha Hua Tha Lyrics: Song from Aaraish (1989) Lyrics movie sung by chandan dass, written by dr bashir badr, song is composed by chandan dass.

Mai kab tanha hua tha yaad hoga – 2 Tumhara faisla tha yaad hoga Mai kab tanha hua tha yaad hoga

Bahot se ujhale ujhale phul lekar – 2 Koi to tumse mila tha yaad hoga – 2 Tumhara faisla tha yaad hoga Mai kab tanha hua tha yaad hoga

Bichhi thi hartaraf aankhe hi aankhe – 2 Koi aansu gira tha yaad hoga – 2 Tumhara faisla tha yaad hoga Mai kab tanha hua tha yaad hoga

Udasiya aur badhti ja rahi thi – 2 Woh chehra bujh raha tha yaad hoga – 2 Tumhara faisla tha yaad hoga Mai kab tanha hua tha yaad hoga

Bahot pagal hawa ke aanchlo par – 2 Kise tumne likha tha yaad hoga – 2 (Tumhara faisla tha yaad hoga Mai kab tanha hua tha yaad hoga – (2)