Aapke Saath Lyrics / Hindi / Lata Mangeshkar

Jind Le Gaya Wo Dil Ka Jaani Song Lyrics

Meaning, Summary and Listening Notes

This page presents the lyrics for "Jind Le Gaya Wo Dil Ka Jaani," a Hindi song from the movie 'Aapke Saath Lyrics'. The poignant lyrics were penned by Anand Bakshi and sung by Lata Mangeshkar.

What it means

The song expresses profound feelings of loss and emptiness after a beloved "soulmate" departs, leaving behind a sense of a lifeless body and a vacant home, while the world seemingly moves on.

Listen forthe recurring phrase jind le gaya woh dil ka jaaniimagery of a lifeless body and empty housethe emotional turn towards personal sorrow and remaining testslata mangeshkar's vocal delivery conveying deep sadness
Moodmelancholicemotionalreflective
Themesseparationlongingreflection
Find more like thisjind le gaya wo dil ka jaaniaapke saath lyricsanand bakshi lyricslata mangeshkar songhindi song lyricslaxmikant-pyarelal musicbollywood songloss and emptiness

Lyrics

O o o o taaaaa tanu tana taana Jind le gaya woh dil ka jaani Yeh but bejaan reh gaya Jind le gaya jind le gaya woh dil ka jaani Jind le gaya woh dil ka jaani Yeh but bejaan reh gaya - 2 Jind le gaya mehmaan chala gaya ghar se Yeh khaali makaan reh gaya Jind le gaya woh dil ka jaani Yeh but bejaan reh gaya jind le gaya Khaabon si takdirein - 2 kab banati hai Paani pe tasbire - 2 kab banati hai Na rang raha koyi baaki na koyi nishaan reh gaya Jind le gaya - 2 woh dil ka jaani Yeh but bejaan reh gaya jind le gaya Uss aandhi ka uss tufaan ka jor kisi ko yaad nahi hai Aayi thi ik roj kayaamat aur kisi ko yaad nahi hai Bas ek mera dil tuta yeh saara jahaan reh gaya Jind le gaya - 2 woh dil ka jaani Yeh but bejaan reh gaya jind le gaya Apane jakhmon apane sadamo se Main kitani sharminda hoon Kya kaaran hai kya hai sabab jo Aaj bhi abb bhi main jinda hoon Lagata hai ke mera baaki koyi imtehaan reh gaya Jind le gaya - 2 woh dil ka jaani Yeh but bejaan reh gaya jind le gaya Mehmaan chala gaya ghar se yeh khaali makaan reh gaya Jind le gaya woh dil ka jaani Yeh but bejaan reh gaya jind le gaya Jind le gaya jind le gaya

About this song

Following is the lyrics of 'Jind Le Gaya Wo Dil Ka Jaani ' song from the bollywood movie 'Aapke Saath Lyrics', the lyrics are written by anand bakshi, in the voice of singer lata mangeshkar