Aanewaale Saal Ko Salaam, Jaanewaale Saal Ko Salaam Song Lyrics - Aap Ke Sath (1986) Lyrics

Aanewaale Saal Ko Salaam, Jaanewaale Saal Ko Salaam Lyrics from Aap Ke Sath (1986) Lyrics (hindi) sung by shabbir kumar. This song is composed by laxmikant-pyarelal . Aap Ke Sath (1986) Lyrics (hindi) movie and the songs were released in . Aanewaale Saal Ko Salaam, Jaanewaale Saal Ko Salaam Lyrics from Aap Ke Sath (1986) Lyrics: shabbir kumar sings this hindi song for Aap Ke Sath (1986) Lyrics film with music by laxmikant-pyarelal

Aanewaale saal ko salaam, jaanewaale saal ko salaam Naye saal ka -2 pehala jaam, aapke naam Happy new year – (4) Happy happy happy happy new year Ho naye saal ka pehala jaam, aapke naam, aapke naam Happy new year – (4) Happy happy happy happy new year

Cheharo par chehare anjaane, kaun kisiko abb pehchaane – (2) Kiske dil mein kya hai jaane Aaj nigaaho se lete hai log jubaan ka kaam Aapke naam, happy new year Ho naye saal ka pehala jaam, aapke naam

Are bade miya ka haal toh dekho, uff yeh umrr yeh chaal toh dekho Masti mein hai sab mastaane, yaar naye kuchh dost puraane – (2) Shaayar aashiq aur deewaane Ek jagah par jama huye hai, shehar ke sab badnaam Aapke naam, happy new year Ho naye saal ka pehala jaam, aapke naam

Ha toh main kya keh raha tha Hujur aap adan bakshi ki likhi tota maina ki kahaani suna rahe the Sunaayiye na, are ha Phir tote se boli maina, yaad rahegi aaj ki raina – (2) Naye saal ka oy kya kehana Bhor bhayi sab panchchhi jaage, jaago ho totaaraam Aapke naam, happy new year Ho (naye saal ka pehala jaam, aapke naam -2) (Happy new year – (4) Happy happy happy happy new year) – (2)