Saiya Bina Ghar Suna Suna Song Lyrics - Aangan Ki Kali Lyrics

Saiya Bina Ghar Suna Suna Lyrics: Song from Aangan Ki Kali Lyrics movie sung by bhupinder singh, lata mangeshkar, song is composed by bappi lahiri.

Saiya bina ghar suna, suna, saiya bina ghar suna Rahi bina jaise suni galiya, bin khushabu jaise suni kaliya Sainyan bina ghar suna

Suna din kali ratiya, asuvan se bhigi patiya Har aahat pe dari dari, rah take meri ankhiyan Chand bina jaise suni ratiya, phul bina jaise suni bagiya Saina bina ghar suna

Andhiyare badal chhaye, kuchh bhi na man ko bhaye Dekh akeli ghere mujhe yadon ke saye saye Chand bina jaise suni ratiya, phul bina jaise suni bagiya Saiya bina ghar suna

Aansu yu na bahao, ye moti na lutao Rukati nahi hain waqt ki dhara, pala pala badale jaga ye sara Chand bina jaise suni ratiya, phul bina jaise suni bagiya Saiya bina ghar suna