Dil ka khazana khol diya – 2 Khushiy alutane aayi hun Khushiya lutane aayi hun dil ka Kahe do kahe do kali se, Kahe do kali se na aayi hun main Nayi bahar ka sandesha
Kahe do kali se na aayi hun main Nayi bahar, nayi bahar Nayi bahar, nayi bahar ka sandesha Nahi raha mithe sapano ke Murzane ka andesha Nahi raha mithe sapano ke Murzane ka andesha
Bagiya khushi ki phuli hai Main phuli nahi samayi Khushiya lutane aayi hun Khushiya lutane aayi hun dil ka
Kadmo mein kaliya bichhati hun Tum in ko phul bana lena – 2 Adhuri kisi ki aasha ka Tum apana bana ke khila lena
Tum dulhan bankar aaogi – 2 Khushiya lutane aayi hun – 2 Khushiya lutane aayi hun Dil ka khazana khol diya Dil ka khazana khol diya, dil ka
| Movie / Album | Aandhiyan Lyrics |
| Language | Hindi |
| Lyricist | Pandit Narendra Sharma |
| Singer's | Asha Bhosle |
| Music Director | Ali Akbar Khan |