Lo Hum Aaye Dulha Bhaiya Ke Baaraati Banake Song Lyrics - Aan Baan (1972) Lyrics

Lo Hum Aaye Dulha Bhaiya Ke Baaraati Banake Lyrics from Aan Baan (1972) Lyrics (bollywood) sung by mohammad rafi. This song is composed by shankar-jaikishan with lyrics penned by gulshan bawra. Aan Baan (1972) Lyrics (bollywood) movie and the songs were released in . Lo Hum Aaye Dulha Bhaiya Ke Baaraati Banake Lyrics from Aan Baan (1972) Lyrics: mohammad rafi sings this bollywood song for Aan Baan (1972) Lyrics film with music by shankar-jaikishan

Bade bhai ki baraat mein bhai naachate gaate chalate hai Aap naachenge nahi Kyun nahi laala ji main sirf naachunga nahi, gaayunga bhi Sarkaar Mat puchho jo khushi ke maare, aaj hai apana haal Aankhon mein chhaayi hai masti, behek rahi hai chaal Ke lo hum aaye dulha bhaiya ke baaraati banake – (2) Aaj duniya hai hamaari -2 chalenge tan ke Ke lo hum aaye dulha bhaiya ke baaraati banake – (2)

(Pyaar ke dekho kaise kaise rang aaye hai sehare mein Hamne apane armaano ke phul sajaaye sehare mein) – (2) Dil ke gulshan se -2 laaye hai jo chun chunake Ke lo hum aaye dulha bhaiya ke baaraati banake – (2)

(Waha talak khushiya hi khushiya, najar jaha tak jaati hai Khush kismat logo ko kismat aisa din dikhlaati hai) – (2) Isi din ko -2 gujaare din gin ginake Ke lo hum aaye dulha bhaiya ke baaraati banake – (2)

(Khushi mein dhadkan tej ho gayi, tej karo lay baaje ki Apani manjil tak aa pahunchi, ghodi dulhe raaje ki) – (2) Ho dil jhume hoy -2 shehnaayi ki sadaayein sunake Ke lo hum aaye dulha bhaiya ke baaraati banake – (2) Aaj duniya hai hamaari -2 chalenge tan ke Ke lo hum aaye dulha bhaiya ke baaraati banake – (2)