Tu Main Ban Gaya, Main Tu Ban Gaya Song Lyrics - Aamne Samne (1982) Lyrics

Aamne Samne (1982) Lyrics is a bollywood movie , this movie released in . The soundtrack album is composed by r d burman. . The song lyrics of Tu Main Ban Gaya, Main Tu Ban Gaya are below

(Tu main ban gaya, main tu ban gaya – (2) Badal gaye hum bam chik bam bum – (2) Yeh main jaanu ya tu jaane, kaun kaun hai yeh kaun jaane) – (2) Are tu main ban gaya, main tu ban gaya

Aamane saamane aaye hum aise, dekhata hai koyi aaina jaise – (2) Tu bhi hairaan hai, main bhi hairaan hoon – (2) Koyi aaye aake hamein pehchaane Kaun kaun hai yeh kaun jaane Are tu main ban gaya, main tu ban gaya

(Do badan do hansi navjawaan dekho Dono mein jaise hai ek jaan dekho) – (2) Jaadu sa chha gaya, dhoka main kha gaya – (2) Kya karenge log bhala anjaane, kaun kaun hai yeh kaun jaane Are tu main ban gaya, main tu ban gaya Badal gaye hum bam chik bam bum – (2) Yeh main jaanu ya tu jaane, kaun kaun hai yeh kaun jaane Hey tu main ban gaya, main tu ban gaya