Nazar milao pata chalega – 2 Ke husn kya hai shabab kya hai Wo zindgi ka surur hu main – 2 Ke mere aage sharab kya hai
Aaaaaa aaa mmmm – 3
Jawan nazre Ghuli huyi hai Hasin bahe khuli huyi hai Tumhe kasam hai meri kasam hai – 2 Karib aao hijab kya hai
(Ye honth jaise Bhare ho sagar) – (2) (Mein sar se pao Tak tamam mahshar) – (2) Mere badan ki misal kya hai – 2 Mere labo ka jawab kya hai
Aaaaaa aaa aaaa hmmmm – 2
Kaha ki duniya Kaha ki uqba Na mujhko darr hai Na koi parwah Aaaa aaaa aaaaa Jo dil jawan hai to kaun soche – 2 Sabab kya hai Azab kya hai Nazar milao pata chalega Ke husn kya hai shabab kya hai Wo zindgi ka surur hu me Ke mere aage sharab kya hai
| Movie / Album | Aakhri Sajda |
| Language | Hindi |
| Lyricist | Jan Nisar Akhtar |
| Singer's | Usha Mangeshkar |
| Music Director | Sajjad Hussain |
| Year | 1977 |
| Starring | Helen, Jagdeep, Murad |