Gaya Ujala Suraj Song Lyrics - Aakash Deep Lyrics

Gaya Ujala Suraj Lyrics from Aakash Deep Lyrics (bollywood) sung by manna dey. This song is composed by chitragupta shrivastava with lyrics penned by majrooh sultanpuri. Aakash Deep Lyrics (bollywood) film stars ,the songs were released in .

Gaya ujala suraj dooba ab hai meri bari – 2 Andhkar ke nagar mein aaya jyoti ka vyapari Yeh andhkar ki duniya dukh ki pukar ki duniya Yeh bekarar ki duniya

Jaise mera aakash dip hai jivan ka ujiyara Dharti ke aagan mein sabki ummido ka sahara Aaj garibi ka dukh humko thokar mar giraye Armaano ka deepak Phir bhi uncha uthta jaye Jaise mera aakash deep hai Jivan ka ujiyara ummido ka tara Jhilmil jhilmil pyara ummido ka tara Jhilmil jhilmil pyara