(Paagal dil mera tumase yeh keh raha Abb toh tere bina raha jaaye na Aaja meri jaan, tumase hai pyaar Aaja mere paas aa mujhko chura) – (2) Paagal dil mera tumase yeh keh raha Abb toh tere bina raha jaaye na
Hum tere pyaar mein kuchh aise kho gaye Kehate hai log hum deewaane ho gaye Jaaneja tumane kya jaadu sa kar diya Dil mera pyaar mein bekaabu kar diya Aaja meri jaan, tumase hai pyaar Aaja mere paas aa mujhko chura Paagal dil mera tumase yeh keh raha Abb toh tere bina raha jaaye na
Thi khabar yeh hamein kabhi toh milenge Raahon mein pyaar ke phul khilenge Ga rahi hai dhadkane ik nagama pyaar ka Jhum kar paagal huwa mausam bahaar ka (Aaja meri jaan, tumase hai pyaar Aaja mere paas aa mujhko chura Paagal dil mera tumase yeh keh raha Abb toh tere bina raha jaaye na) – (3)
| Movie / Album | Aaja Meri Jaan Lyrics |
| Language | Hindi |
| Singer's | Anuradha Paudwal, S P Balasubrahmanyam |
| Music Director | Amar Utpal |
Lyricist :
Singer : Anuradha Paudwal, Manu Desai
Lyricist :
Singer : Anuradha Paudwal, S P Balasubrahmanyam