Khushi ke tarane sunata chala ja Chala ja chala ja Aisa reet gata chala ja Khushi ke tarane sunata chala ja Chala ja
Mukadar ne kisko fasay nahi hai – 2 Kise aashuo ne mitaya nahi hai Hansi apne ghm ki luta ke chala ja – 2 (Khushi ke tarane sunata chala ja Chala ja) – (2)
(Kabhi jindgi tujhko Samjha rahi hai) – (2) Jawani teri tujhko bahaka rahi hai – 2 Jawani ke dham badata chala ja – 2 Chala ja chala ja Aisa reet gata chala ja Khushi ke tarane sunata chala ja – 2 Chala ja chala ja Aisa reet gata chal ja Khushi ke tarane sunata chala ja
| Movie / Album | Aaina (1944) Lyrics |
| Language | Hindi |
| Lyricist | Tanvir Naqvi |
| Singer's | Husn Bano |
| Music Director | Fateh Ali Khan |
Lyricist : Pandit Phani
Singer : Gop Kamlani, Zohrabai Ambalewali