Kisi ki aankh ke aansu hai, sitaare na kaho Najar ka dhoka hai tum, inako najaare na kaho
Yeh murawwat hain jo milate hain, muhabbat toh nahi Woh kisi aur ke hain, unako hamaare na kaho Nazar ka dhoka hai tum, inako nazaare na kaho
Lagi jo thik hi maujon ki khel mein tut pade Ghani ghani se ye tufan hai, kinaare na kaho Najar ka dhoka hai tum, inako najaare na kaho
| Movie / Album | Aagosh Lyrics |
| Language | Hindi |
| Singer's | Lata Mangeshkar |
Lyricist :
Singer : Hemant Kumar, Lata Mangeshkar