Zinda Hu Is Tarah Song Lyrics - Aag Lyrics

Zinda Hu Is Tarah lyrics from Aag Lyrics is a hindi movie , this movie released in . .

Zinda hu is tarah ki gam-e-zindagi nahin Jalta hua diya hun magar roshani nahin Zinda hu …

Vo muddatein huin hain kisise juda hue Lekin ye dil ki aag abhi tak bujhi nahin Zindaa hu …

Aane ko aa chukaa thaa kinaaraa bhii samane Khud usake paas hii merii naiyyaa gai nahii.n Zindaa hu …

Honthon ke paas aae hasi, kya mazaal hai Dil ka muamla hai koi dillagi nahin Zindaa hu …

Ye chaand ye hava ye fiza, sab hain madma Jo tu nahin to in mein koi dilkashii nahin Zindaa hu …