Sawan Ki Ghata Payal Ki Sada Song Lyrics - Aag Aur Toofan Lyrics

Sawan Ki Ghata Payal Ki Sada lyrics Aag Aur Toofan Lyrics is a bollywood movie, music produced by datta naik. It stars anwar hussain, mumtaz, robin kumar in main roles, this movie released in 1975. The soundtrack album is composed by datta naik. Produced by r.r.flims

Sawan ki ghata payal ki sada Kaliyo ki najakat kahte hai Aye yar kahi tu wo to nahi Jise log kyamat kahte hai Sawan ki ghata

(In julfo ka jane raz hai kya In aankho ka ye andaz hai kya) – (2) Yu koi sitam dhaye to sanam Hum usko inayat kahte hai Sawan ki ghata

(Phulo ka guman bhi jhutha hai Jannat ka bharam bhi tuta hai) – (2) In sabse kahi wo jajba hasi Jise teri mohabbat kahte hai Sawan ki ghata

(Pucha hai sitaro se maine Kyu nind nahi aati mujhko) – (2) Hai teri kasam wo isko sanam Teri hi sararat kahte hai Sawan ki ghata payal ki sada Kaliyo ki najakat kahte hai Aye yar kahi tu wo to nahi Jise log kyamat kahte hai Sawan ki ghata