O Yara Dildara Song Lyrics - Aadmi Aur Insaan Lyrics

O Yara Dildara Lyrics from Aadmi Aur Insaan Lyrics (bollywood) sung by mahendra kapoor, s balbir. This song is composed by ravi shankar sharma with lyrics penned by sahir ludhianvi. Aadmi Aur Insaan Lyrics (bollywood) movie and the songs were released in . O Yara Dildara Lyrics from Aadmi Aur Insaan Lyrics: mahendra kapoor, s balbir sings this bollywood song for Aadmi Aur Insaan Lyrics film with music by ravi shankar sharma

Dil karta o yara dildara mera dil karta O yara dildara mera dil karta Aisa kuchh kar paye Yadon mein bas jaye Dil karta o yara dildara mera dil karta O yara dildara mera dil karta Ho sadiyo jahan mein Ho charcha hamara Dil karta o yara dildara mera dil karta O yara dildara mera dil karta

Chalti mashale leke Milane ki raaton mein – 2 Hoy hoy aage aage ham chalen Yaro ki barato mein – 2 Hoy hoy hanse koi bholi bhali Apni bhi baton mein – 2 Hoy hoy kisi ki kalayi aaye Apne bhi hathon mein – 2 Ho sadiyo jahan mein Ho charcha hamara Dil karta o yara dildara mera dil karta O yara dildara mera dil karta Aisa kuch kar payen Yado mein bas jaye Dil karta o yara dildara mera dil karta O yara dildara mera dil karta

Ham sa jiyala koi mile Na hazaro mein Mile na hazaro mein Hoy hoy mare chahe jiye rahe Agli kataro mein – 2 Hoy hoy chalke hamara lahu Kal ki baharo mein – 2 Hoy hoy ashkon ka tohfa ho ke Bant jaye yaro mein – 2 Ho sadiyo jahan mein Ho charcha hamara

Dil karta o yara dildara mera dil karta O yara dildara mera dil karta Aisa kuchh kar paye Yado mein bas jaye Dil karta o yara dildara mera dil karta O yara dildara mera dil karta – 5