Woh Lamhay Song Lyrics - Aadat Lyrics

Woh Lamhay lyrics : Woh Lamhay Song from Aadat Lyrics is sung by jal-pakistani band and composed by jal-pakistani band,

Ho ho ho o Ho ho ho o Ho ho ho o ho ho Ho ho ho o ho ho ho Woh lamhay woh raatein koi na jaane Thi kaisi raatein woh barsaaten Woh bheegi bheegi yaaden Woh bheegi bheegi yaaden Na main jaanu na tu jaane Kaisa hai yeh aalam koi na jaane Phir kyon hai yeh tanhaai Kaisi hai yeh ruswaai Gum ho gate kyon Kho gaye ham Woh lamhay

Saagar ki inn lehron se gehra hai mera pyar Sehraaon ki hawaaon mein kaise aayegi bahaar Phir kyon hai yeh tanhaai kaisi hai ruswaai Goom ho gaye kyon kho gaye ham Ho ho o woh lamhay woh raatein koi na jaane Thi kaisi raatein woh barsaaten Woh bheegi bheegi yaaden Woh bheegi bheegi yaaden

Aandhi ho ya toofan ho mere mann mein rahe tu sada Koi apana ho ya paraya ho usse dhundhu main kahaa Phir kyon hai yeh tanhaai kaisi hai ruswaai Goom ho gaye kyon kho gaye ham Ho ho o woh lamhay woh raatein koi na jaane Thi kaisi raatein woh barsaaten Woh bheegi bheegi yaaden Woh bheegi bheegi yaaden…