Yaad Teri Aati Hai, Jaan Meri Jaati Hai Song Lyrics - Aa Gale Lag Jaa (1994) Lyrics

Yaad Teri Aati Hai, Jaan Meri Jaati Hai lyrics Aa Gale Lag Jaa (1994) Lyrics is a bollywood movie , this movie released in . The soundtrack album is composed by anu malik. Produced by

Yaad teri aati hai, jaan meri jaati hai – (2) Mausam aaye, mausam jaaye -2 tu kyun nahi aati hai Tujhe bhula nahi, tujhe yaad kiya Ik baar nahi sau baar kiya, sau baar kiya Yaad teri aati hai, jaan meri jaati hai

Aake mujhako batalaa de, aakhir kya majburi hai Tere mere bich mein kis liye yeh duri hai Lekar tera naam sanam, kar dunga badnaam sanam Ru jahaan bhi jaayegi, bewafa kehlaayegi Aaja meri jindagi, kar na mujhase berukhi Mausam aaye, mausam jaaye -2 tu kyun nahi aati hai Tujhe bhula nahi, tujhe yaad kiya Ik baar nahi sau baar kiya, sau baar kiya Yaad teri aati hai, jaan meri jaati hai

Bin tere suni suni lagati hai yeh jindagi O apane saath le gayi tu meri har khushi Dekh meri jaaneman mera yeh deewaanapan Had se gujar jaayega, aashiq tera mar jaayega Aaj mujhe maalum huwa, jhuti hai tu dilruba Mausam aaye, mausam jaaye -2 tu kyun nahi aati hai Tujhe bhula nahi, tujhe yaad kiya Ik baar nahi sau baar kiya, sau baar kiya Yaad teri aati hai, jaan meri jaati hai – (2)