Aaj Hamein Maaalum Huwa, Kya Cheej Mohabbat Hoti Hai Song Lyrics - Aa Gale Lag Jaa (1994) Lyrics

Aaj Hamein Maaalum Huwa, Kya Cheej Mohabbat Hoti Hai lyrics Aa Gale Lag Jaa (1994) Lyrics is a hindi movie , this movie released in . The soundtrack album is composed by anu malik. Produced by

Aaj hamein maaalum huwa, kya cheej mohabbat hoti hai – (2) Ek roj agar tum na milo -2, deewaano si haalat hoti hai Aaj hamein maaalum huwa, kya cheej mohabbat hoti hai Ek roj agar tum na milo -2, deewaano si haalat hoti hai Aaj hamein maaalum huwa, kya cheej mohabbat hoti hai

Halaka halaka dard-e-jigar hai, tujhako pata hai mujhako khabar hai Dekhake surat pyaari pyaari bhul gaye hum duniya saari Jab dil yeh kisi pe aata hai -2, mit jaane ki hasrat hoti hai Aaj hamein maaalum huwa, kya cheej mohabbat hoti hai – (2)

Tere labon ka rang churaake, mehaka dunga teri saasein Chhodo chhodo mera aanchal sharm ki maare jhuk gayi aankhein Dil mera ruk ruk jaata hai -2, jab najarein inaayat hoti hai Aaj hamein maaalum huwa, kya cheej mohabbat hoti hai – (2)

Tere bina main ji na sakunga, tere liye main har gham sahunga Meri bhi haalat kuchh aisi hai, chain gaya aur nind udi hai Dhadkan yeh dil ki badhati hai -2, jab pehli sharaarat hoti hai Aaj hamein maaalum huwa, kya cheej mohabbat hoti hai Ek roj agar tum na milo -2, deewaano si haalat hoti hai Aaj hamein maaalum huwa, kya cheej mohabbat hoti hai – (2)