Haafiz Khuda Iss Ishq Ka, Pyaar Ka Song Lyrics - 8x10 Tasveer Lyrics

Lyrics of 'Haafiz Khuda Iss Ishq Ka, Pyaar Ka ' song from the hindi movie '8x10 Tasveer Lyrics', the lyrics are written by bohemia, in the voice of singer mohit chauhan, tulsi kumar, Produced by bhushan kumar, devika bahudhanam, elahe hiptoola, matthew brown, praful salunke, rajesh shah, sarita patil, shailendra singh, wendy knill

Da ra na na na, yayi ya ya na, da ra na na na, de re de ra re….

Haafiz khuda iss ishq ka, pyaar ka Haafiz khuda abb har jagah hai wafa Aankhon mein jo tasbeer hai, mere khaabon ki taabir hai – (2) Haafiz khuda iss ishq ka, pyaar ka Haafiz khuda abb har jagah hai wafa

Mujhako pata abb chal gaya, ke kitani rangin hai kismat meri Darr tha magar abb hai khabar, ke hai yeh chaahat salaamat meri Haafiz khuda, haafiz khuda, badi pyaari si hai meri duwa Hai maasum sa hai yeh dil bada, jo bhi isane chaaha tha woh mil gaya Haafiz khuda iss ishq ka, pyaar ka Haafiz khuda abb har jagah hai wafa Aankhon mein jo tasbeer hai, mere khaabon ki taabir hai – (2) Haafiz khuda iss ishq ka, pyaar ka Haafiz khuda abb har jagah hai wafa Da ra na na na, yayi ya ya na, da ra na na na, de re de ra re….