Gabbar Singh Yeh Ka Song Lyrics - 100 Days Lyrics

Gabbar Singh Yeh Ka Lyrics from 100 Days Lyrics (hindi) (1991) sung by alka yagnik, amit kumar. This song is composed by raamlaxman with lyrics penned by dev kohli. 100 Days Lyrics (hindi) movie stars jackie shroff, madhuri dixit and the songs were released in 1991. Gabbar Singh Yeh Ka Lyrics from 100 Days Lyrics: alka yagnik, amit kumar sings this hindi song for 100 Days Lyrics film with music by raamlaxman

Eye dar gayi ha ha ha Ek thi ladki bholi bhali har ahat se darne wali Bat bat pe ro deti thi wo Ek din ek chota sa bacha umar me jo tha bilkul kacha Pas me ake ye bola uske Gabbal ching ye tah tal daya jo dal gaya wo mal gaya Gabbr singh ye kah kar gaya jo dar gaya wo mar gaya – 2 Nadan bacha hasi khel me kodi gajab ki dekar gaya – 2 Gabbr singh ye kah kar gaya jo dar gaya wo mar gaya – 2

Dilwalo ki hai ye ada dilwalo ki hai ye ada Jine ka lete hai maja jine ka lete hai maja Un bato se kya darna jin par jor nahi apna Gabbr singh ye kah kar gaya jo dar gaya wo mar gaya – 2 Nadan bacha hasi khel me kodi gajab ki dekar gaya – 2 Gabbr singh ye kah kar gaya jo dar gaya wo mar gaya – 2

Are bap re kya hua nakli khal pahan kar aye Gidad sher agar ban jaye pal bhar dhak jama leta hai wo Aisa haa par logo ke pathar khake bhage jab wo dum dabake Koi bache agar kahe usk Gabbl ching ye tah tal daya jo dal gaya wo mal gaya Gabbr singh ye kah kar gaya jo dar gaya wo mar gaya – 2 Kahte hai jab gidhad ki aye mot to bhag kar wo sahar gaya – 2 Gabbr singh ye kah kar gaya jo dar gaya wo mar gaya – 2

Oro ko khata hai tu kya Are oro ko kahta hai tu kya Apne dil me jhak jara apne dil me jhak jara Bap ne mari na mendaki beta teer andaz bana Gabal ching kya kah kal gaya jo dal gaya wo mal gaya